PC wali dukan ke liye
QR Se Print
Customer QR scan karke file bhejta hai, online pay karta hai, aur print apne aap nikal jata hai.
- WhatsApp ya pendrive ki zaroorat nahi
- B&W aur colour print
- Print ke baad file server se delete
CYBER CAFE MALIKON KE LIYE
Ek cyber cafe ne, cyber cafe ke liye banaye software. Apni dukan ke hisab se chunein.
PC wali dukan ke liye
Customer QR scan karke file bhejta hai, online pay karta hai, aur print apne aap nikal jata hai.
Har cyber cafe ke liye
Print, scan, PVC card, PDF edit, photo aur signature size, bill aur resume: 20 tools ek hi software me.
Bina PC wali dukan ke liye
USB printer ko OTG se phone me lagayein. Customer QR scan kare aur phone khud print nikale.
Aaj ka rate aur offer product ke page pe milega.